भगवद गीता यथारूप हिंदी पीडीऍफ़ पुस्तक फ्री डाउनलोड | Gitopanishad Bhagavad Gita Yatharoop Free Download PDF In Hindi
Bhagavad Gita Yatharoop - Geeta ko vishwa ki sabse prachin jivit sankriti, bharat ki mahan dharmik sabhyta ke pramukh sahitiyak praman ke roop mai dekha ja sakta hai. prastut anuvad tatha teeka geeta ke chirsthayitva ke anya abhivyakti hai. swami bhaktivedant pashchatya jagat ko smaran dilate hain ki humari atidhik kriyasheel tatha ekangi sankrati ke samaksha aisa sankat upshtith hai. jisse atma-vinash ho sakta hai. kyuki isme maulik aadhyamik chetna ki gahrayi ka abhav hai. aisi gahrayi ke bina humare charitrik tatha rajnitik virodh shabdjal bankar rah jate hain.
- Name Of E-Book : Bhagavad Gita Yatharoop
- Language Of E-Book : Hindi
- Size Of E-Book : 14.06 MB
- Total Pages in E-Book : 782
- Author Of Book :
jkl
शिक्षा सम्बंधित पुस्तकें - Educational Hindi PDF Books
0 Comments